Why transformers rating in KVA ( Hindi)
Why transformers rating in KVA - jaisa ki hm jante hai ki transformer ek electrical device hai, jo output me electrical energy deta hai, isme kuch losses bhi hote hai, jisme se ek copper loss hota hai jo current per depend karta hai ye current variable hota hai , dusra core loss jo voltage per depend karta hai jo ki constant hota hai, transformer current and voltage per depend kerta hai, isliye iski rating 'VA' me karte hai, ager transformer chota hoga to VA me, ager medium size ka hoga to KVA me, ager bahut heavy power ka hoga to MVA me rating karte hai .
Jo manufacturing karta hai transformers ki usko pta nhi hota ki transformer ke output me konsa device lgega ya uska power factor kya hoga, isliye transformer ka power factor hmhe nhi pta hota hai, isliye transformer ki rating KVA me karte hai, ager transformer ka power factor hmhe pra hota tb hmm transformer ki rating KVA me na karke KW me ker sakte the .
Comments
Post a Comment