Why earthing pin is longer and thicker in three pin plug (Hindi)
Q) Why earthing pin is longer and. thicker in three pin plug ?
*) Earthing point hamare device ke body (made by iron) se connect hota hai, ager kabhi bhi hamara phase ya neutral device ke body se tech ho to earthing point se ground me chala jaye jisse ki hmme current na lage.
*) Earthing ka pin long isliye kiya jata hai, ki earthing pin sabse pahle socket ke ander jaye isse ager hamare device me koi bhi fault hoga to sabse pahle ground ho jayga.
*) Earthing ke pin ko normal pin ki jagah thick isliye bante hai ki koi bhi galti se earthing point ko phase or neutral me na lga de, jaisa ki aap jante hai ki earthing pin device ke body se connect hota hai, ager hmm phase point me earthing pin lagayege to hamare device ke body per phase ajayega jisse hmme current lg sakta hai.
*) According to law of resistance,
ager hmm wire ka area increase karege to wire ka resistance decrease hoga, isliye hmme earthing wire ko thick rakhna chahiye jisse ki fault current easily ground ho jaye.
Comments
Post a Comment