Why cuts on the electric plug (Hindi)
Cuts on the electric plug Ye cut sabhi plug me dekhne ko nhi milta hai ,ye sirf 'Brass' material ke pin wale plug me hota hai, brass matlab 'peetal' ke pin wale plug me hota hai, Jabki aap ko aluminium ke pin wale plug me koe bhi cut dekhne ko nhi milega . Kuch plug me aluminium ke color wale pin lga hota hai jisme bhi cut hota hai, ye pin bhi brass material ka bna hota hai, brass material per jang (Rush) lagne ki chances hoti hai isliye isper 'Nickel' (Ni) chemical ki coating ki jati hai jo pin me jang (Rush) lagne se bachta hai or pin ki strength ko bhi improve kerta hai , isliye ye hmme aluminium ke jaisa lagta hai. Why cut on the plugs - plug ke pin brass material ka hota hai or brass ki conductivity bhi sahi hoti hai, but iska ek nuksan bhi hai ki ye material jyada heat hone ke wajah se ye pin failne (spreading) hone lgta hai . Jb hmm plug ko kisi socket me lgate hai or usme jyada current flow hota hai, tb jyada current flow hone ki wajah se heat...